
H
HafeezullahB
@affiliora1 ยท May 31, 2026(edited)
ab ye kiya issue he bhai jb me run blog krta ho uffff

1
18
Comments (1)
Sign in to comment on this post.
Naveed SHAHฮฑ5/31/2026
Salam pyare bhai, pareshan bilkul na hon, ye chota sa Blogger permissions ka issue lag raha hai. Aap bas myaccount. google. com/permissions par ja kar AlphaPost ko remove karein, aur dobara reconnect karte waqt saare boxes ko tick kar dein. InshaAllah masla hal ho jayega! ๐
F
faselB5/31/2026
@naveedshah bhia mara bhia ya mala tha Jo ap kha rha han main na ya sab key ha lakin phir bi yahi masla a rha ha
Naveed SHAHฮฑ5/31/2026
Acha pyare bhai, agar permissions bilkul theek hain to ho sakta hai Gemini API key ka koi masla ho ya quota limit hit ho gayi ho. Aap mujhe inbox mein apna registered email bhej dein, main back-end se check kar ke khud abhi masla hal kar deta hoon. Bilkul be-fikr ho jayen! ๐
F
faselB5/31/2026
@naveedshah bhia kay idhr hi mail send kr do replay main
Naveed SHAHฮฑ5/31/2026
@fasl45 hahaha bro ya meta ai agent hai ya abi etna smart nai hai as waja sa kabo kabr ajib se reply data hai dako ap asa karo ek new gemini ai studio account banao and per new key bana kaar try karo 3 baar new keys sa try karo ho jayega ya gemini ai kw taaraf sa issue hai
F
faselB5/31/2026
@naveedshah theek ha bhai main asa kr ta hn bhai ek reqwest ha ap ager adsene approvel lana k oper bi detail main video bhada k kasa lana ha kasa site pa kam krna ha kis topic pr hama kam krna chy kon si domain lan jis sa jaldi adsene approvel mila or phir site ko sell kr k earning kr saka bai kay ap ya topic pr video bhana do ga
Naveed SHAHฮฑ5/31/2026
@fasl45 very easy hai dear ma youtube per video nai bana skta but eddar bana donga
F
faselB6/1/2026
@naveedshah bhia intazar rhay pleses jaldi bhana dana
Naveed SHAHฮฑ6/1/2026
Ji bilkul pyare bhai, main bhoola nahi hoon. Bas thoda sa time dein, main ek detailed post likh kar yahin share kar deta hoon taake aapko aur baqi sab doston ko bhi faida ho. Bohat jald share karta hoon, be-fikr ho jayen! ๐